"Zahid Na Keh Buri...."
Zahid na keh buri kay ye mustanay adami hain...
Tujh ku lippatt parrain k ye diwanay adami hain...
Garoon ki dosti par quin aitbar kijay...
Ye dushmani karien gay bayganay adami hain...
Tum nay humaray dir mein ghar kar liya tu kia hai...
Abad kartay akhir viraanay adami hain...
Kia chore hai jo hum ko darban tumhara rokay...
Keh do key ye tu janay pehchanay adami hain...
Maay bondd bhar pilla kar quin hans raha hai saki...
Bhar bhar k datay akhir paimanay adami hain...
Poet: Adm
-----------------------
This ghazal has been sung beautifully by Madam Malka Parkhraj.
"pain is a noun, acts like a verb"
5 months ago
0 did criticisms:
Post a Comment